AdSense par form Bharne ke bad save and continue Par click kese kare

ye post specially un logo
ke Liye hai jo AdSense par
form Bharne ke bad save
and continue Par click nahi
kar pate AdSense Par daily
1000ro AdSense account
Bantey hai us mai se kuch
logo Ko AdSense par form
bharne ke Bad save and
continue par click Nahi
kar pate maine bahot se
blog Par visit karke dekha
hai
Adsense
to muje Pata chala ki adsense
par form Bharne ke bad save
and continue Par click nahi
kar pate to yha par Mai kuch
tip bata rha hu jiskoFollow
karke save and continue par
aashani se click kar paonge

save and continue par
Click Karne par kya hota hai

AdSense par complete form to
Bhar detey hai par jab save and
Continue par click karte hai to
Nahi hota or page white ho jata
Hai or next page open nahi hota

AdSense par form bharne
Ke Bad save and continue
Par click Kese kare

Yaha par mai kuch ti tip
bata rha Hu jisko follow
karke save and continue par
click kar sakte ho
Sabse pahle mai apko suggest
Karunga ki app apne device ka
Deta connection check kar le
Agar data connection redy hai
To niche ke step follow kare

1: chrome browser ka use kare 

Mostly world mai 70%
log uc browser or opera
mini ka use Karte hai agar
aap bhi ye galti Kar rhe
ho to kabhi save and continue
par click nahi kar paonge
Kyu ki AdSense uc browser
or Opera ko support nahi
karta Es liye jab aap
adsense par form Bhare
tab chrome browser ka
Use karke aasani se
click kar Sakte hai to
mai aapko suggest Karunga
ki aap chrome browser
Se try karke dekhe

2: chrome browser update karke try kare

Agar chrome browser ka
purana Version use kar
rahe ho to chrome Browser
ko update karke latest
Version instill karke
firse try karke Dekhe

3: device ko Reboot kare

Ye mera favorite tarika
hai jab muje ye problems
hoti hai To mai sabse
pahle yhi tarika Use karta
hu yha par mai device Ko
reboot karne ke liye bol
rha hu Restart karne ke
liye nahi jashey Device
reboot ho jane ke bad sidhe
Chrome browser mai jake
AdSense Par form bharne
ke bad save and Continue
par click kare

4: device change kare

Upar ke 3 step follow karne ke
bad Bhi AdSense par
form bharne ke bad
save and continue
par click nahi kar
Pate to apke device
problems ho Sakti
hai isliye device
change karke Try
kare

Ye stap follow karne
bad bhi save And continue
par click nahi kar Pate
to niche comment box
mai Comment karke hame
bataye ham Aap ki help
karne ke liye taiyar
hai
Agar post achhi lagi
to social Media par
sher kare taki dusre
logo Ki bhi help ho
sake

............Thanks For
Reading ..........................


7starhd

GenYoutube2

Samsung Earphone
Previous
Next Post »