Photo Ka Background Change Kaise Kare

Namskar Dosto Aaj
Is Post Mai Janege
Ki Android Phone
Se Photo Ka Background
Change Kaise Kare,
Dosto Agar Aapke
Pass Computer Hai
To Aap Photoshop
Se Kisi Bhi Photo Ka
Background Change
Kar Sakte Hai. Par
Agar Aapke Pass
Computer Nahi Hai
Aur Aap Android
Phone Se Photo Ka
Background Change
Karna Chahte Hai
To
Photo Background

 Yaha Par Me Jo
Step Bata Raha Hu
Use Step By Step
Follow Karke Photo
Ka Background Apne
Android Phone Se
Aashani Se Change
Kar Sakte Hai,

Photo Ka Background
Change Kyu Kare

Dosto Agar Aap YouTuber
Ya Blogger Hai To Aapko 
Photo Ka Background 
Change Karne Ki Jarurat
Padti Hogi YouTuber ko
Background Change Karne
Ki Jarurat Isliye Padti ki 
Vo Apne YouTube Video
Ke Thumbnail Banane
Ke Liye Photo Ka Background
Change Karte Hai Or Jo
Blogger Hai Unko Apne
Post Mai Jo IMG Use Karte
Hai Us Mai Kabhi Photo
Ka Background Change
Karna Padta Hai,

Chale Jo Bhi Ho Start
Karteh Hai


Photo Ka Background Change
Kaise Kare : How To Change
Photo Background

Photo Background Change
Karne Ke Liye Play Store 
Par Bahot Sare App Available
Hai Par In Sabhi App Se Hum 
Aashani Se Photo Ka Background
Change Nahi Kar Pate To Isliye
Aaj Mai Ek Aesi App Leke
Aya Hu Ki Aap Aashani Se
Photo Ka Background Change
Kar Payenge Agar Aap Is App
Ka Sahi Tarike Se Use Karna
Sikh gaye To Aap Sirf One
Click Mai Kisi Bhi Photo Ka
Background Change Kar 
Payenge,

Ish Application Ka Nam
Hai Cut + Mix Studio Is
Application Download
Karne Ke Liye Niche Diye
Gaye Link Par Click Kare


Download Karne Ke Bad
Phone Me Install Kare 

Install Karne Ke Bad App
Ko Open Kare
Photo

Open Karne Ke Bad upar 
IMG Mai Plus Ka Icon 
Dikh Raha Hai Us Par 
Click Kare

Plus Ke Icon Par Click
Karne Ke Bad Cut + Mix
Studio Puri Tarah Open
Ho Jayega.

1: Yha Par Add Par Click 
     Kare.

2: Gallery ePar Click Karke
    Gallery Mai Se jish IMG
    Ka Background Change
    Karna Hai Us img Ko
    Select Kare.
Photo Background

3: Yha Par Auto - Par
    Click Kare Aur Photo
    Ka Jo Background
    Change Karna Hai
    Us Ko Select Kare.
 
4: Jab Photo Background
    Change Ho Jaye To Upar
    Ki Taraf Right Ke Icon
    Par Click Kare.
 
Photo Background Change

5: Yha Par Aap Apne
     Photo Mai Frame
     Laga Sakte Hai Or
     Photo Mai Apni Pashand
     Ka Background Dal
     Sakte Hai Or Bhi
     Bahot Kuch Kar Sakte
     Hai.

6: Finally Yha Par Click
    Karke Photo Ko Gallery
    Me Save Kar Le.

Yaha Par Jo Most important
Step The Vo Maine Bata Diya
Iske Alawa Bhi Bahot Sare
Open Hai Use Bhi Aap use
Kar Sakte Hai.

Agar Aapko Photo Ka
Background Change
Karne Mai koi Paresani
Aati Hai To Hame Comment
Box Bata Sakte Hai Hum
Aapki Help Karenge,

Aapko Ye Article Kesa Laga
Agar Aapko Ye Article Pashand
Aaya Ho To Apne Dosto Ke Sath
Social media Par Sher Karna
Na Bhule, Or Sath Hi Sath Aap
Hamare Naye Mehman Ho To
Ho Sake To Blog Subscribe
Karke Jana.

Thanks........................
.....................For..........
...................................... Reading

Previous
Next Post »

1 comments:

Click here for comments
31 July 2019 at 23:10 ×

शानदार पोस्ट हे भाई

https://www.sikhoinall.com/2018/12/apanee-photo-ka-baikagraund-chenj.html

Congrats bro Wikvell Official you got PERTAMAX...! hehehehe...
Reply
avatar
Thanks for your comment