Safe Mode Kya Hai Or Safe Mode Ke Fayde Or Nukshan

Aaj Ke Post Mai Hum
Janege Ki Safe Mode
Kya Hai Or Safe Mode
Ke Kya Fayde Hai Aour
Kya Nukshan Hai.
Aap Ek Android User
Hai To Aapne Kahi Na
Kahi Safe Mode Dekha
Hoga Or Agar Aapke
Phone Mai Kabhi Active
Hua Hai To Aapne
Safe Mode Deactivate
Karne Ki Koshis Bhi
Ki Hogi.
Safe Mode

Agar Aapne Kabhi Safe
Mode Nahi Dekha Or
Na hi Aapko pata Ki
Safe Mode Kya Hota
Hai To Don't Worry
Yha Par Mai Aapko
Bataunga Ki Safe Mode
Kya Hai Or Safe Mode
Ke Kya Fayde Or Kya
Nukshan Hai.


Safe Mode Kya Hai

Kisi Bhi Android Phone
Mai Safe Mode Ek 
Degnostic Mode Hota 
Hai Ishki Help Se Aap 
Apne Phone Ke Chhote
Mote Problem Thik Kar 
Sakte Hai.
Example ke Liye Aapke
Phone Mai Koi App Hai
Or vo App Aapke Phone
Hang Ya Slow Kar Rha 
Hai Ya App Ko Cress 
Kar Rha Hai Ya Aap 
Phone Mai Koi Bhi App 
Ya Settings Open Karte
Ho Or Ye App Ya Settings
Automatic Close Ho Jata 
Hai To Aap Us Problem 
Ko Safe Mode Ki Help 
Se Thik Kar Sakte Hai
Aap Jaise Hi Safe Mode 
Active Kar Lete Ho Aapke
Phone Ka Setting Default
Ho Jata Hai Or Naye Phone
Ke Tarah Ho Jata Hai 
Safe Mode Ko Open Karne
Ke Aapke Phone Mai 
Jitni Bhi App Aapne 
Install Kiye Hai Vo Sab 
inactive Ho Jayenge Or 
Aapke Phone Ab Hang
Nahi Hoga Aour Nahi 
Koi App Cress Hoga Ye 
Sab Problem Thik Ho 
Jayenge,

Ab Aap Jaan Chake Hai 
Ki Safe Mode Kya Hai 
Ab jante Hai Ki Hamare
Phone safe Mode Kyu 
Jata Hai,


Android Phone Automatic
Safe Mode Mai Kyu Chla
Jata Hai

Agar Hamare Phone Ke
Operating Systems Mai
Koi Khrabi Hai To Phone
Automatic Safe Mode Mai
Chla Jata Hai Ya phir Koi
Aesi Application Hamne
Phone Mai Install Ki Jo
Hamare Phone Ke Settings
Mai gadbad Kar Rahi Hai
Tab Phone Safe Mode Mai
Chala Jata Hai.
Yahi Do Main Reason Hai
Phone Safe Mode Mai Jane
Ke.


Safe Mode Ke Fayde

1: Safe Mode Ka Sabse
Pehle Fayda Ye Hai Ki
Phone Mai Safe Mode 
Active Hai Tab Tak 
Aapka Phone Na Hang
Hoga Na Slow Work 
Karega Or Nahi Koi
App Cress Hoga.

2: Jab Phone Safe Mode
Mai Hota Hai Tab Phone
Ki Battery Kaphy Had Tak
Save Hoti Hai Aeisa Isliye
Hota Hai Jab Phone Safe 
Mode Mai Hota Hai Tab
Phone Ke Sabhi Thard
Party App inactive Hote 
Hai.


Safe Mode Ke Nukshan

Safe Mode Ka Nukshan
Ye Hai Ki Aapka Phone 
Jab Tak Safe Mode Mai
Tab Tak Aap Kisi Bhi 
Thard party App Ka Use
Nahi Kar Sakte Bas Yahi 
Hai Safe Mode Ke Nukshan

To ab Aap Ne Jan Liya Hai 
Ki Safe Mode Kya Hai Or
Safe Mode Ke Kya Fayde
Hai Or Kya Nukshan 

Ab Hum Next Post Mai 
Janege Ki Safe Mode 
Active And Deactivate
Kaise Kare

Agar Aap Ka Koi Slah Sujav 
Hai To Aap nichhe Comment
Karke Bta Sakte Hai
Agar Aapko post Pasand
Aayi Ho To Social Media 
Par Sher Karna Na Bhule.

Thanks....... For....... Readings

7starhd

GenYoutube2

Samsung Earphone
Previous
Next Post »
Thanks for your comment