Email Marketing Ke Liye Facebook Se Email Collect Kaise Kare

Pichle Post Me Bta Chuka
Hu Ki Email Marketing
Kya Hai Aur Email Marketing
Ke Liye Email Kaha Se
Laye Abhi Tak Apne Ye
Post Nahi Padhi To Yha Par
Click Karke Padh Le.
Next Post Maine Bataya
Tha Ki App Ek Alag Facebook
Account Bana Le To Mai
Yha Par Man Leta Hu Ki
Aapne Ek Facebook Account
Bana Liya Hoga Aur Bahot
Sare Friend Bhi Bana Liye
Honge.
Email Marketing
Email Marketing Ke Liye Facebook Se Email Collect Kaise Kare

To Chaliye Start Karte Hai
Ki Email Marketing Ke Liye
Facebook Se Email Kaise
Collect Kare.

Facebook Se Email Kaise
Collect Kare

Facebook se Email Collect
Karne Ke Liye Sabse Pehle
To Aapko Yahoo Mail Par
Account Banana Padega.

 Jish Tarah Hum Gmail Account
Banate Hai Usi Tarah Aap
Yahoo Mail Par Account 
Bana Sakte Hai. Agar
Aapko Yahoo Mail Par
Account Banana Nahi Aata
To Aap Hume Niche Comment
Me Bataye Hum Ek Post Yahoo 
Mail Par Account Banane
Ke Bare Mai Likh Lenge.

Yahoo Mail Par Account
Banane Ke Bad Yha Par 
Mai Jo Step Bta Rha Hu 
Use Step by step Follow 

Step: 1
Sabse Pehle Yahoo.com
Open Kare.

Step: 2
Yahoo  Open Karne Ke Bad
Right Side Mai Mail Par
Click Kare.
Email

Email Marketing Ke Liye Facebook Se Email Collect Kaise Kare
Step: 3


Mail Par Click Karne Ke Bad
Yha Par Right Side Mai 
Contact Ke Icon Par Click
Karna Hai.
Email Marketing
Email Marketing 

Step: 4
Contact Ke Icon Par Click
Karne Ke Bad Yha Par 
Facebook Ke Samne import
New Par Click Kare.
 Email Collect Kaise Kare
Email Marketing Ke Liye Facebook Se Email Collect Kaise Kare

Step: 5
Import New Par Click Karne
Ke Bad Ek New Pop-up Window
Open Hogi.

Step: 6
Yha Par Aapko Apne Facebook
Account Se Login Karna Hai.

Step: 7
Facebook Account Se Login
Karne Ke Bad Yha Par Aapko
Apne Facebook Friend Ka 
Naam Aur Email Id Mil Jayegi

Step: 8
Ab Ish Email Id List Ko 
Download Karna Hai.

Email Id List Download Kaise
Kare.

Email Id List Download Karne 
Ke Liye Niche Ke Step Follow 
Kare.

Step: 1
Yha Par Aapko Friend Ke 
Upar Ki Side New Contact
Ke Samne Right Side Me 
Ek Khali Box Dikhai Dega 
Us Par Click Kare.
Email
Email Marketing 

Step: 2 
Khali Box Par Click Karne 
Ke Bad Action Par Click 
Karna Hai.

Step: 3
Action Par Click Karne Ke Bad
Ek New Pop-up window Open
Hogi.

Step: 4
Yha Par Export Par Click Karna
Hai.

Step: 5
Export Par Click Karne Ke Bad
Pop-up Window Open Hogi.

Step: 6
Yha Par Aapko Yahoo CSV Par
Click Karna Hai.
Marketing


Step: 7
Yahoo CSV Par Click Karne Ke
Bad Export Now Par Click Karna
Hai 

Ish Tarah Aap Email Id List

Agar Email Id List Download 
Nahi Hoti To Aapko Ek Ek 
Karke Email Copy Karne Honge.




To Ish Tarah Aap Facebook 
Se Email Collect Kar Sakte 
Hai.

Umid Karta Hu Dosto Ki 
Aapko Ye Post Pasand Aayi
Hogi Agar Pasand aayi Ho
To Social Media Par Apne 
Dosto Ke Sath Sher Karna Na
Bhule.

Thanks..................................
.......................For.................
............................................. Readings


7starhd

GenYoutube2

Samsung Earphone
Previous
Next Post »

2 comments

Click here for comments
26 July 2018 at 07:12 ×

Nice...Post ..Dear....

Indrasinhsolanki.com

Reply
avatar
Thanks for your comment