Blogger Ek Post Likhne Ke Liye Kitni Mehnat Karta Hai

Dosto Aap Google Me
Din Me Kam Se Kam
Ek Se Do Bar To Kuch
Na Kuch Search Karte
Hi Honge Aur Google
Aapke Samne Bahot
Sare Post Ke Title Aur
Link Rrkhta Hi Hoga
Hum Immense Ek Badhiya
Post Ke Title Par Click
Karke Post Padhna Start
Kar Dete Hai Aur Ye
Post Do Se Tin Minutes
Me Padh Kar Khatam
Kar Dete Hai.
blogger

Lekin Kya
Aapko Pata Hai Ki Ye
Post Jish Blogger Ne Likhi
Hai Ush Blogger Ne Post
Likhne Ke Liye Kya Mehnat
Ki Hai Tab Ja Kar Post
Taiyar Hui Hai. Agar Aap
Blogger Ho Tab To Aapko
Pata Hi Hoga Agar Aap
Blogger Nahi Ho To Aapko
Mai Yha Bata Deta Hu.
To Chaliye Start Karte Hai.


Sabse Pehle Blogger Sochta Hai
Ki Post Kis Topics Par Likhna Hai

Dosto Jab Koi Blogger 
Post Likhne Ko Taiyar
Hota Hai Tab Sabse Pehle
Ye Sochta Hai Ki Kish 
Topic Par Post Likhna 
Hai. Kyu Ki Jahir Shi Bat 
Hai Agar Banda Blogger
Hai To Uske Pass Bahot
Sare Topics Honge Post
Likhne Ke Liye Aeise Me
Ye decide Karna Aashan
Nahi Hota Dosto Ji Ha
Dosto Post Topics Select
Karne Ke Liye Bhi Bahot
Kuch Sochna Padta Hai
Blogger Ko Ye To Bat Hui
Post Topics Select Karne
Ki Abhi To Aage Aage Ye
Post Padhte Jao Kya Kya
Mehnat Karni Padti Hai
Blogger Ko Sab Pata Chal
Jayega.

Badhiya Post Title Select Karna

Blogger Ke Liye Post
Title Ek Most Important
Chij Hoti Hai. Kyu Ki 
Post Ka Title Achha Nahi 
Hai To Aap Post Padhne 
Ke Liye Aaoge Nahi Aur 
Blogger Ke Liye Visitor
Hi To Sab Kuch Hai. Aur 
Visitor Hi Na Aaye To 
Blogger Ko Post Likhne 
Ka Fayda Kya Isliye Ek
Good Post Title Select
Karna Padta Hai Aur Post
Title Select Karna Koi 
Aashan Kam Nahi Hai.
Post Title Ki Vajah Se Hi
To Bahot Sare Blogger 
Ke Blog Par Visitor Kam
Aate Hai. 

Yha Tak To Hamne Bat 
Kar Di Ki Post Title Kya 
Hota Hai Ab Batata Hu 
Ki Post Title Kaise Choose
Karte Hai Blogger.

Sabse Pehle To Post Title
Taiyar Karne Ke Liye 
Dimang Ka Use Karna 
Padta Hai Phir Koi Acha
Sa Keyword Add Karne 
Ke Liye Koi Badhiya 
Keyword Dhudh Kar 
Lana Padta Hai Phir Us 
Ki Keyword Ko Title Me 
Add Karte Hai Tab Ja Kar 
Ek Badhiya Title banta Hai 
Dosto. To Ye Bat Hui Post 
Title Ki Ab Jate Hai Next 
Point Par.

Image Create Karna 


Har Blogger Post Me Kam Se 
Kam Ek Image To Use Karta
Hi Hai Kyu Ki Ek IMG Blogger
Ke Liye 1000 Word Ka Kam 
Karta Hai.
Mai Yha Bat Kar Rha Hu Jo
Post Thumbnail image Hota 
Hai Ushki Screen Shot Ki 
Nahi.

Post me IMG Lagane Ke Liye 
Post Jish Topics Par hai Ush Topic
Se Realad Kisi Free stock  Site 
Se IMG Search Karke Lana 
Padta Hai Aur Vo Bhi Image 
Mila To Nahi To Khud Ko 
IMG Banana Padta Hai. Aur 
Jab Khud IMG Create Karte 
Hai To Ek To Time Lagta Hai 
Aur Dusra Ki IMG Me Kisi Jaga
Par Kya Lagana Hai Aur Kya 
Text dalna Hai To Ab Aap 
Samaj Gaye Honge Ki IMG
Post Me Use Karne Ke Liye
Thodi Bahot To Mehnat Karni
Hi Padti Hai.


Keyword Research Karna


Dosto Jab Bhi Koi Blogger Post
Likhne Ki Taiyari Karta Hai 
To Sabse Pehle Post Keyword
Ke Bare Me Sochta Hai Kyu 
Ki Post Keyword Hi Blogger
Ke Liye Sabse Important Hote 
Hai Kyu Ki Jab Post Me Badhiya
Keyword Use Karenge Thabhi
To Post Search Me Aayegi Aur
Post Search Me Aayegi To Hi 
Aap Log Post Tak Pahoch Paoge
Aur Ye To Har Blogger Chahta 
Hai Ki Ushki post Jyada Se Jyada 
Logo Tak Post Pohche.

Post Aap Logo Tak Pohchane
Ke Liye Post Search Me Lani
Padti Hai Post Search Me Lane
Ke Liye Keyword Ka Sahi Jaga
Par Use Karna Bahot Jaruri
Hai Aur Ye Keyword Search
Karna Post Me Keyword Kish
Kish Jaga Par Use Karna Hai
Kitne Keyword Post Me Use
Karne Hai Ye Sab Koi Aashan
Kam Nahi Hai Dosto. Jab Koi
New Blogger Hota Hai Na To
Keyword Samajne Mai Badi
Muskili Hoti Hai Kyu Ki
Keyword Chij Hi Aeisi Hai Ki
New Blogger Ko Samaj Me
Jaldi Nahi Aati Ishi Chakkar
Me New Blogger Post Me
Keyword Use Nahi Kar Pate
To Aapko Samaj Me Aa Gaya
Hoga Ki Keyword Kya Hai
Aur Keyword Post Me Use
Karna Kya Mehnat Karni Padti
Hai.

Post Likhna

Kehte Hai Na Ki Ek Blogger
Ko Dusra Blogger Hi Samaj
Sakta Hai Ushi Tarah Ek Post
Kaise Likhi Jati Hai Vo Ek
Blogger Se Behtar Aur Koi Nahi
Samaj Sakta. Kyu Ki Har Ek
Blogger Janta Hai Ki Post
Kaise Likhi Jati Hai Aur Post
Likhne Ke Liye Kya Mehnat
Karni Padti Hai.

Dosto Jab Blogger Post Likhne
Bethta Hai To Bahot Sare Sawal
Dimag Me Hote Hai Jaise Ki
Kya Ye Post Logo Ko Pasand
Aayegi Ya Nahi Aayegi, post
Se Muje Kya Benefit Milega,
Aeise Bahot Sare Dimag Me
Sawal Hote Hai, Aur Un Sare
Sawalo Ko Le Kar Post Likhta
Hai.

Ab Bat Karte Hai Ki Post Likhne
Ke Liye Kya Mehnat Karni Padti
Hai.
Post Likhne Ke Liye Blogger
Ko Apne Telante Ka Use Karna
Padta Hai Jo Har Ek Blogger
Me Ek Jaisa Nahi Hota Har Ek
Blogger Ki Soch Alag Hoti Hai
Aur Post Se Hi Reader Ko Pata
Chalta Hai Ki Blogger Ki Soch
Kaisi hai,

Dosto Blogger Ke Pass Time
Ki Kami Hoti Hai Aur Aeise
Me Post Likhne Ke Liye Time
Nikalna Koi Aashan Kam Nahi
Hota Kyu Ki Post Likhne Ke
Liye Kam Se Kam 2 Se 3 Hours
Ka To Time Chahiye Mai Time
Ki Bat Un Blogger Ki Kar Rha
Hu Jo serious Ho Kar Blogging
Ko Aapna career Banana
Chahte Hai Ya Career Bana
Chuke Hai Na Ki Time Pass
Blogger Ki,

Post Me Kish Jagah Kya Likhna
Hai post Me Kya Likhna Hai
Jise Logo Ko Post Pasand Aaye
Post Kitni Lambi Karni Post
Me Kitni IMG dalna Hai Jise
Visitor Ko Post Aasani Se Samaj
Me Aaye Aur Post Visitor Ko
Samaj Me Aayegi Thabhi to
Visitor Post Pasand Karenge.
Thabhi To Blogger Ki Mehnat
Kam Par Lgegi.

Social Media Par Post Sher Karna

Har Blogger Social Media
Se Apne Blog Par Traffic
Lana Chahta Hai To
Jahir Si Bat Hai Ki Post
Par Traffic Lane Ke Liye
Post Public Karne Ke Bad
Social Media Par Post
Sher Karni Padti Hai Tab
Ja Kar Social Media Se
Traffic Milti Hai.
Social Media Se Tab Ja Kar
Traffic Milti Hai Jab Sahi
Time Dekh Kar Post Sher
Karte Hai.

Post Comment Handle Karna

Jab Post Complete Likh Kar 
Public Karte Hai Tab Post 

Par Visitor Ke Sath Sath Post
Par Comment Bhi Aana Start
Ho Jati Hai Un Sabhi Comment
Ka Reply Karna Padta Hai.
Comment Ka Reply Kaise 
Hota Hai Ye To Ek Blogger
Hi Janta Hai Kyu Ki Blog Par
Hamesha Ulti Sidhi Comment
Aati Rehti Hai Un Sabhi 
Comment Ka Reply Karna 
Aashan Kam Nahi Hota 
Akshar Aapne Aeise Blog 
Par Comment To Ki hi Hogi 
Aur Comment Ka Reply Aapko
Bahot Time Bad Mila Ho Aur
Ho Sakta Ho Ki Aapko Reply
Mila Hi Na Ho Kyu Ki Ush 
Blogger Ke Pass Ho Sakta Hai 
Ki Aapke Comment Ka Reply
Karne Ka Time Hi Na Ho.

To Ab Aapko Samaj Me Aa 
Gaya Hoga Ki Comment Ka 
Reply Karne Ke Liye Blogger
Ke Pass Time Comment Ka 
Reply Kar Sake Aeisa Dimag
Ka Bhi Hona Jaruri Hai Iske
Alava Aur Bhi Bahot Kuch 
Aeise Point Hai Jo Me Agar 
Post Likhne Jau To Bahot 
Lambi Post Ho Jayegi To Ye 

Blogging Start Karne Se Pehle Kya Kya Pata Hona Chahiye


Final Word

Dosto Blogger Aur Blogger 
Ki Mehnat Ke Bare Me Jitna 
Bhi Likha Jae Utnahi Kam 
Hai Yahi Maine Ish Post Me 
Samjane Ki Koshis Ki Hai.
Maine Isliye Post Likhi Ki 
Logo ko Blogger Ki Post Likhne
Ki Mehnat Ka pata Chale Ki Kitni 
Mehnat Karne Ke Bad Ek 
Badhiya Post Banti Hai Tabhi 
Visitor Ko Ek Badhiya Post 
Padhne Ko Milti Hai.

To Dosto Ab Aapko Pata Chal 
Hi Gaya Hoga Ki Blogger
Ek Post Likhne Ke Piche 
Kya Mehnat Karte Hai.

Dosto Post Achhi Lagi Ho 
To Apne Dosto Ke Sath Social
Media Par Sher Karna Na
Bhule Taki Aur Logo Ko 
Bhi Pata Chale Ki Blogger
Post Likhne Ke Liye Kya 
Mehnat Karte Hai. 

Milte Hai Apni Next Post 
Ke Sath.


Previous
Next Post »
Thanks for your comment