Android Phone Ki Speed Kaise Badhaye

Mobile Ki Speed Kaise
Badhaye, Phone Fast 
Kaise Kare, Mobile Slow
Chale To Kya Kare. 
Phone Ko Fast Kaise
Kare, Android Mobile
Ko Fast Kaise Kare.
Aeise Hi Sawal Aap 
Google Me Search Kar 
Rahe Hai To Aap Bilkul
Sahi Jaga Par Aaye Ho.

Aaj Ish Post Me Mai Aapko
Bataunga Android Phone 
Ki Speed Kaise Badhaye.
Aaj Kal Har Koi Vakti Android
Phone Ka Use Karta Hai.
Aeise Me Bahot Logo Ke 
Pass Aeise Phone Hote Hai 
Jo Bahot Hi Slow Work 
Karte Hai.

Android Phone
Android Phone Ki Speed Kaise Badhaye 

Agar Hamara Android 
Phone Slow Work Karta
Hai To Hum Apne Phone
Me Koi Bhi Kam Thik 
Tarike Se Nahi Kar Pate.

To Chaliye Aaj Ke Post
Me Jan Lete Hai Ki Android
Phone Ki Speed Kaise
Badhaye.







Android Phone Slow Chale  To Kya Kare


Yha Par Me Kuch Point 

Bata Rha Hu Ki Phone 
Slow Chale To Kya Hota
Hai.

1 Koi Bhi Application Open
   Hone Me Time Lagta Hai.

2 Application Loading Time 
   Badh Jana.

3  Thik Tarah Se Internet Ka
     Use Na Kar Pana

4. Mobile Ki Battery Jaldi Khatam
    Ho Jana.

5.  Phone Bar Bar Hang Hona.

Android Phone Ko Fast Kaise Kare

Aap Apne Phone Ki Speed
Badhana Chahte Hai To
Yha Par Me Jo Step Bta Rha
Hu Use Step by Step Follow
Kare.

Step: 1 

Sabse Pehle Apne Phone Ke
Settings Me Jaye.


Step:2

Settings Me Jane Ke Bad 
Yha Par Storage Par Click
Kare.

Step: 3

Storage Me Jane Ke Bad 
Internal Storage Par Click
Kare.

Step: 4 

Mobile
Android Phone Ki Speed Kaise Badhaye 
Internal Storage Par Click 
Karne Ke Bad Yha Par 
Cached Data Search Karke
Clear Kar De.

Cached Data Clear Karne
Ke Bad Vapas Settings Me 
Aa Jaye Aur Developer 
Option Enable Kare Aapko
Nahi Pata Ki Developer Option
Kya Hai Aur Kaise Enable 
Kare To Ye Post Padhe.

Step:5

Developer Option Enable 
Karne Ke Bad  Phone Settings
Me Sabse Nichhe About Phone
Ke Upar Developer Option 
Dikhai Dega Use Par Click Kare.

Step:6

Developer Option Par Click 
Karne Ke Bad Developer option
Off Hoga Right Side Upar Ki 
Taraf Off on Ka Batten Hoga 
To ishe on Kar Le.

Step: 7

fast

Android Phone Ki Speed Kaise Badhaye 


Ab Scroll down Karke Niche
Ki Taraf Chale Jaye Aur Yha
Par Window Animation Scale,
Transmission Animation Scale,
And Animator Duration Scale,
Hoga. 

In Tino Hi Option Me Animation
Scale. 5x Select Karna Hai.


Step: 8 

Animation Select Karne
Ke Bad Sabse Upar Chale Jana
Hai Aur Hamne Jo Developer 
Option On Kiya Tha Use Off 
Kar De.

To Yha Par Dosto Hamari Android
Phone Ki Speed Kaise Badhaye
Post Khatam Karte Hai Aur Me 
Aapko Guarantee Ke Sath Kehta
Hu Ki Aagar Maine Ish Post Me
Bataye Step Sahi Se Follow Karonge
100℅ Aapke Phone Ki Speed badh 
Jayegi.

Post Aapko Achhi Lagi Ho To Aap
Post Social Media Par Apne Dosto
Ke Sath Sher Karna Na Bhule.

Thanks........ For........ Reading

Previous
Next Post »

1 comments:

Click here for comments
Tapan
admin
18 December 2018 at 17:01 ×

Very Nice Post

Congrats bro Tapan you got PERTAMAX...! hehehehe...
Reply
avatar
Thanks for your comment