Auto Blogging Kya Hai Aur Auto Blogging Karni Chahiye Ya Nahi

Aaj Ke Post Me Mai Aapko
Bataunga Ki Auto Blogging
Kya Hai Aur Auto Blogging
Karni Chahiye Ya Nahi Karni
Chahiye.
Aaj Se Kuch Saal Pehle Log
Blogging Ke Bare Me Bahot
Kam Jante The Lekin Aaj Ke
Time India Mai Lakho Log
Hai Jo Blogging Ke Bare Me
Jante Hai. Aur Blogging Karte
Bhi Hai Aur Achhe Khase
Blogging Karke Many Bhi
Eran Kar Rahe hai.



Maine Jab Se Blogging Start
Ki Hai Tab Se Le Kar Aaj Tak
Ek Baat Notes Ki Hai Ki Most
Of Log Paisa Kamane Ke
Liye Hi Blogging Start Karte
Hai. Aur Ab Log Auto Blogging
Ki Taraf Ja Rahe Hai. Log Auto
Blogging KiTaraf Jane Ki Vajah Hai
Youtube ji Ha Dosto Youtube
Hi Hai jo Logo Ko Auto Blogging
Ki Taraf Jane Ki vajah Hai
Kyu Ki Youtube Par Bahot Se
Video Bhare Pade Hai. Aur
Un Video Ke Chakkar Me Aa
Kar Log Auto Blogging Ki Taraf
Aakrshit Ho Rahe Hai.
Auto Blogging
Auto Blogging Kya Hai
Aaj Se Kuch Time Pehle Maine
Experiance Ke Liye Auto Blogging
Start Ki Thi Aur Muje Jo Auto
Blogging Ka Experiance Hua
Ye Mai Aap Logo Ke Sath Aaj
Ish Post Me Share Karunga.


Blogger Par Free Blog Kaise Banaye

Blog Me Template Kaise Upload Kare

Blog Template Ki Zip File XML File Me Kaise Badle

Auto Blogging Kya Hai

Auto Blogging Ka Matlab Ek 
Baar Aap blog Bana Kar Chhod 
Dijiye Ishme Apne Aap Poste
Hoti Rahegi Aapko Post Likhne 
Ki Jarurat Nahi Automatic Post 
Blog Me Hoti Rahegi. 

To Ab Aap Samaj Gaye Honge 
Ki Jish Blog Me Apne Aap 
Poste Hoti Rahe Use Kehte 
Hai Auto Blogging Ab Aapke 
Man Mai Ek Sawal Jarur Aaya 
Hoga Ki Blog Me Automatic 
Post Kaise Hoti Hai. 

To Chalo Ish Sawal Ka Jawab 
Bhi De Deta Hu Man Lijiye ki 
Aapne Ek Blog Banaya Aap Ko 
Us Blog Par Auto Blogging Karni
Hai To Aapko Sabse Pehle Topic
Choose Karna Jish Topic Par Aap
Auto Blogging Karna Chahte Hai 
Phir Aapne Jo Topics Choose Kya 
Hai Us Topics Se Realad Aapko 
Koi Achha Sa Blog Find Karna 
Hai Phir Ush Site Se Hamare Blog 
Ko Link Kar Dena Hai.

Ab Hamne Jish Blog Se Apna Blog 
Link Kiya Hai Ush Blog Par Jab 
Bhi Koi Nai Post Publish Hogi To 
Hamare Blog Par Bhi Vo Post 
Publish Ho Jayegi. To Ish Tarah 
Hamare Blog Par Automatic
Post Hoti Hai.

To Ab Aap Samaj Gaye honge Ki 
Auto Blogging Kya hai Aur Blog 
Par Automatic Post Kaise Hoti 
Hai. 

Auto Blogging Karni Chahiye ya
Nahi Karni Chahiye

Dosto Upar Ki Aadhi Post Padhne
Ke Baad Samaj Me Aa Gaya Hoga 
Ki Auto Blogging Matlab Copy Pate.
Aur Upar Se Jo Hamare Blog Mai
Posts Hogi Vo Puri Post Kabhi Nahi
Hogi Auto Blogging Me Jitni Bhi
Poste Hamare Blog Me Hoti Hai Vo
Sab Sirf Headline Aur Ek IMG Hoga
Baki Post Me Kuch Bhi Nahi Hoga
Aur Aapko Sabhi Poste Update Karni
Padegi Vo Bhi Copy Pate Ke Through
To Aakhir Kar Aa To Gaye Copy Pate
Par.


Auto Blogging De advantage

To Chaliye Ab Auto Blogging 
Ke Kuch De Advantage Aapko 
Batata Hu Taki Aapko Pata Chale
Ki Auto Blogging Karni Chahiye 
Ya Nahi Karni Chahiye.

Auto Blogging Ka Main Traffic
Source Social Media Hota Hai
Aur Jab Hamari Post Social Media
Par Share Hogi Aur Social Media
Se Jo Visitor Hamare Blog Par
Ek Bar Aayenge Ushke Bad Phir
Jab Post Social Media Par Sher
Hogi Tab Nahi Aayege.  Kyu Ki
Jab Visitor Aapke Blog Par Aaya
To Use Sirf Headline Aur Ek
Image Hi Dekhne Ko Mila hai
Puri Post Padhne Nahi Mili To
Vo Visitor Aapke Blog Par Vapas
Dubara Nahi Aayega Kyu Ki Ush
Visitor Ko Aapke Blog Ke Bare
Me Pata Chal Chuka Hai Ki Yha
Par Padhne Ko Kuch Nahi Milne
Vala Sirf Headline Aur image Ke
Siva To Second Time Kyu Aapka
Blog Visit karega.

2. Post Update Karna Muskil
Kam Kyu Ki Auto Blogging Me
Do Se Teen Blog Ke Sath To
Hamara Blog Connect Karna
Padta Hai Aeise Me Un Blog
Par Kab Post Hogi Ishka Hame
Koi Pata Nahi Hota Isliye Hame
Pata Hi Nahi Chalta Ki Hamare
Blog Par Kab Post Hogi. Jab
Hum Post Update Karenge Tab
Tak Hamare Blog Par Visitor
Aa Ke Chale Gaye Honge.

3. Auto Blogging Copy Paste
Blogging Hoti Hai Ye Me Aapko
Ish Post Me Bata Chuka Hu
Aur Hum Sab Jante Hai Ki
Copy Paste Blog Se Earnings
Nahi Kar Sakte.

4. AdSense Ke Ad Nahi Laga
Sakte Hum Sab Jante Hai Ki
AdSense Sabhi Ad Network
Ka Badsah Hai. Aur AdSense
Copyright Bilkul Hi Allow Nahi
Karta Aur Jab AdSense Ke Ad
Nahi Laga Sakte To Earnings
Kaise Karenge.

5. Google Search Console Blog
Ke Post 'Index Nahi Karega.
Jab Search Engines Me Post
Index Nahi Karega Tab Tak
Blog Par Search Engines Se
Bilkul Hi Traffic Nahi Milega.

6. Agar Blog Blogger Par Hai
Aur Kisine Copyright Cleam
Kar Diya To Blogger Blog Delete
Bhi Ho Sakta Hai.

Blogging Start Karne Se Pehle Kya Kya Pata Hona Chahiye

To Dosto Ab Aapko Samaj Me
Aa Gaya Hoga Ki Auto Blogging
Kya Hai Aur Auto Blogging Karni
Chahiye Ya Nahi Karni Chahiye.

Agar Aapka Abhi Bhi Koi Sawal
Hai To Aap Hame Niche Comment
Box Me Comment Karke Bata Sakte
Hai.

Umid Karta Hu Dosto Ki Aapko
Post Pasand aayi Hogi Agar Post
Pasand aayi Ho To Apne Dosto
Ke Sath Social Media Par Share
Karna Na Bhule. To Chaliye Milte
Hai Next Post Me.

Thank............. For...............Read 


7starhd

GenYoutube2

Samsung Earphone
Previous
Next Post »

4 comments

Click here for comments
24 July 2018 at 13:05 ×

nice post
https://www.technologytipsaif.in

Reply
avatar
Sanju Dangar
admin
2 August 2018 at 09:25 ×

waah kya baat hai, maine auto blogging ke baare me youtube pe ak video dekha tha, tab se me bhi auto blogging karne ki soch raha tha, bur feer socha ki inka review check kar lu, finally aapki post mili aur sara ke sara doubt clear ho gaya, ye post share karke aapne bahut achha kaam kiya. and sir aapne spelling mistake bahut ki hai, vaise to me kahne nahi chahta tha but visiter pe bed effect pad sakta hai, sorry

Reply
avatar
Sd Chaudhary
admin
5 August 2018 at 17:29 ×

Thanks For valuable Comments

Sorry Kish Baat ki Post Likhte Time spelling Mistakes Ho Jati Hai
Jo Next Time Nahi Hoga

Reply
avatar
New comments are not allowed.
Thanks for your comment